Yeh lesson har trader ke liye hai — chahe aap Spot trader ho, Future ya kisi aur category mein ho.


Jaise ke aap dekh saktay ho ke BTC ka price 86,000 se barhna start hua aur ab 93,000 se upar hai.

Maine charts ka analysis bhi kiya, lekin is dafa maine trade nahi kiyasirf is liye ke meri strategy mein ek condition puri nahi hui.


Baaki saari conditions match kar gayi thi, sirf ek choti si condition nahi hui — aur is wajah se maine enter nahi kiya, chahe chart aankhon ke saamne grow kar raha tha.


Yahan se jo lesson milta hai wo yeh hai:

Apni strategy ke saath end tak loyal raho.

Agar saari conditions match ho jayein to bina soche samjhe trade mein ghus jao,

aur agar ek bhi condition nahi milti to let it go — uske peeche mat bhago, aur baad mein uski parwah bhi mat karo.


Agar aap yeh rule apni trading journey mein follow karte ho to kabhi aik penny ka bhi nuksan nahi hoga.


Agar aap mujhse agree karte ho to Like button ko smash karo!


Bas aaj ke liye itna hi.

$BTC

#BTC