Crypto Wallet Samjho... Apna Bank Samjho! (Beginners Must-Read)

Jab main nayi thi crypto me, mujhe laga wallet sirf app ka naam hota hai.

Lekin jab samjha, to laga:

“Crypto wallet = Aapka khud ka bank!”

Aapki crypto kahin hawa me nahi hoti — wo wallet me hoti hai. Aur wallet 2 tarah ke hote hain:

---

1. Centralized Wallet (Jaise Binance ka wallet)

Safe for beginners

Binance account me login karo = wallet open

Aapke coins platform ke pass hote hain

Asaani se buy, sell, aur trade kar sakte ho

---

2. Decentralized Wallet (Jaise Trust Wallet ya MetaMask)

Aapke coins sirf aapke control me

Aapka seed phrase hi aapki security hoti hai

Agar bhool gaye to coins bhi gaye!

Extra power, extra responsibility

---

Toh Beginner Kya Use Kare?

Main khud Binance wallet use karti hoon, kyunki:

Safe hai

Simple hai

Backup ka tension nahi

Aap bhi apna crypto wallet Binance pe banao:

https://www.binance.com/activity/referral-entry/CPA?ref=CPA_00LHVB25JH

---

Follow karo agar aap bhi seekhna chahte ho from zero!

Kal batayungi: Gas Fees kya hoti hai aur kyu lagti hai?

#CryptoWallet #CryptoJourney #Day6 #TrustWallet #BinanceAlphaAlert $BTC $BNB

“Aap kaunsa wallet use karte ho?

Comment karo!”