Crypto Man Technical Analysis — SOL/USDT
Current Price: $137.89
SOL abhi range-bound bullish lag raha hai — price ne $135.64 se bounce liya aur $143.25 tak gaya, ab $138 pe sustain kar raha hai. Volume bhi acha hai lekin ab thodi consolidation chal rahi hai.
3-Step Spot Buying Setup (SOL/USDT)
Step 1:
$137- $140 — Current zone pe halka buy karen, kyun ke price support zone pe trade kar raha hai.
Step 2:
$134 - $136 — Agar dip aaye toh strong buying zone hai. Wahan buyers phir active honge.
Step 3:
$128 - $130 — Yeh panic buying aur major support level hai. Yahan se strong bounce ka chance milega.
Target Idea (Spot)
Agar $140 upar breakout deta hai toh pehla target $143.50 ka hoga.
Agar $143.50 bhi tod diya toh next target $148 - $150 zone ka ban sakta hai.
Pro Tip:
Agar SOL $140 upar 1H candle close deta hai, toh breakout confirmation milega. Wahan se quick rally ka chance hai.
Meri Opinion:
Main personally $137 + pe halka buy karungi, $134 pe dip ka intezaar karke wahan add karungi. Target $143.50 ka rakhoongi, aur breakout pe $150 tak hold karne ka plan