Altcoins Kya Hote Hain? Simple Aur Asaan Zabaan Mein
Jab maine Bitcoin ke baad doosre coins dekhe to confuse ho gayi thi —
Itne saare coins? Ethereum, Solana, BNB? Ye sab kya hain?
Tab samajh aaya ke:
Altcoins = “Alternative Coins” to Bitcoin
Jitne bhi coins Bitcoin ke ilawa hain — unhein kehte hain Altcoins.
Jaise:
Ethereum (ETH) – Smart contracts ke liye
BNB – Binance ka apna token
Solana (SOL) – Fast aur cheap blockchain
Cardano (ADA), Polygon (MATIC) – Aur bhi use-case based coins
Altcoins Kyu Important Hain?
1. Naye Use Cases — Bitcoin sirf ek currency hai, lekin altcoins smart apps banate hain
2. High Growth Potential — Chhote coins future me bade ban sakte hain
3. Portfolio Diversification — Sirf Bitcoin me nahi, doosre coins me bhi chance hota hai
Lekin hamesha yaad rakhein:
Altcoins risky bhi ho sakte hain — isliye research zaroor karein.
Main khud abhi seekh rahi hoon, aur har coin ke peeche ka logic samajhne ki koshish kar rahi hoon.
Agar aap bhi seekhna chahte hain, Binance pe account banaayein:
Join Here (My Referral Link):
https://www.binance.com/activity/referral-entry/CPA?ref=CPA_00LHVB25JH
Kal milte hain Day 6 me — “Crypto Wallet kya hota hai?”