#CongressTradingBan Ab sawaal yeh hai:

Kya lawmakers apni kursi ka faida utha ke stocks trade kar sakte hain?

Ya un pe total ban hona chahiye?

Mera take:

Policy makers ko public ka trust protect karna chahiye — warna system ka balance hi bigar jata hai.

Aap kya kehte hain? Comment mein batayein!

#CongressTradingBan #Trump's