Home
Notification
Profile
Trending Articles
News
Bookmarked and Liked
Creator Center
Settings
Abdullahs_World
--
Bullish
Follow
Invest and Forget
The current market situation is just like this!
Disclaimer: Includes third-party opinions. No financial advice. May include sponsored content.
See T&Cs.
41
0
Explore the latest crypto news
⚡️ Be a part of the latests discussions in crypto
💬 Interact with your favorite creators
👍 Enjoy content that interests you
Email / Phone number
Sign Up
Login
Relevant Creator
Abdullahs_World
@Abdullahs_World
Follow
Explore More From Creator
This post is only for Pakistanis and Indians. Awareness kaafi important hai 🚨 Aaj kal bohat se log P2P (peer-to-peer) apps aur platforms ke zariye paisay transfer karte hain, lekin is mein scams ka risk bhi barh gaya hai. P2P scams mein fraudsters aise logon ko nishana banate hain jo online kisi cheez ka paisa lena ya bhejna chah rahe hote hain. Ek common scam ye hota hai ke fraudster apne account se kisi aur ka paisa transfer kar deta hai, aur aap se kehta hai ke aap usko cash ya product de dein. Baad mein jab asli malik dispute raise karta hai, to aapka account freeze ho jata hai. Doosra scam ye hota hai ke aapko fake screenshots bhej kar kehte hain ke payment ho gayi hai, jabke asal mein koi paisa transfer nahi hota. Log jaldi mein verification ke bagair cheez de dete hain. Ek aur tareeqa ye hai ke kuch log Facebook ya WhatsApp groups mein loan ya investment ka jhansa dete hain. Kehte hain “itna paisa do aur itna return milega”, lekin paisa milte hi block kar dete hain. Is liye har waqt check karna zaroori hai ke paisa aapke account mein actual aya hai ya nahi. Kabhi bhi unknown logon ke kahne par P2P transactions mat karein. Aur agar kisi ne aapko kaha ke “mera dost paisa bhej raha hai, aap mujhe cash de do”, to turant mana kar dein. Agar aap kisi marketplace par koi cheez bech rahe hain, to sirf usi waqt item deliver karein jab paisa confirm ho jaye. Aur bank ya wallet ki app se transaction verify karein, sirf screenshot par bharosa na karein. Awareness kaafi important hai, kyunke yeh scams roz barh rahe hain. Apne doston aur ghar walon ko bhi bataein ke sirf verified logon se hi dealing karein, warna nuksan ho sakta hai. #IndiaCrypto #pakistanicrypto #Binance
--
Feeling Bullish for nothing, just a hope for recovery of the crypto market. Share yours! #Binance #PNLSharing #profit 💎
--
🚨 Yaaro, aaj aik aham baat share karna chahta hoon jo har us shakhs ke liye hai jo Binance ya kisi bhi crypto exchange pe trading kar raha hai, ya karne ka soch raha hai. Hamare aas paas aaj kal YouTube pe hazaroon aise log milte hain jo apne aap ko “expert trader” ya “signal provider” kehte hain. Ye log attractive thumbnails aur high-return promises ke zariye logon ko phansate hain. “100% sure shot signal”, “10x profit in 1 day” jese jumlay sun kar log apna hard-earned paisa laga dete hain bina kisi research, bina kisi understanding ke. Agar trading ka shauq hai, to seekho. Khud analysis seekho, market samjho, risk management ka tariqa samjho. Lekin please, kisi bhi YouTuber, influencer ya “VIP signal group” ka andha bharosa mat karo. Yeh log aksar apna faida dekhte hain aapka nahi. Abhi haal hi mein aik bhai ne mujhe bataya ke usne aik mashhoor YouTuber ka signal follow kiya, aur sirf 3 dinon mein kareeban 1000 Euro ka nuksaan uthaya. Socho, 3 din — aur paisa gaya! Na sirf paisa, balke saath mein tension, bechaini aur afsos bhi mila. Jab paisa doobta hai to sirf wallet nahi, insaan ka hausla bhi toot jata hai. Crypto market already risky hai. Yeh traditional banking system nahi jahan kisi kaafi had tak protection hoti hai. Yahaan aik galat decision ya kisi fraud signal provider ka kehna maan lena, aapko zero pe laa sakta hai. Agar trading ka shauq hai, to seekho. Khud analysis seekho, market samjho, risk management ka tariqa samjho. Lekin please, kisi bhi YouTuber, influencer ya “VIP signal group” ka andha bharosa mat karo. Yeh log aksar apna faida dekhte hain aapka nahi. Aap sab se guzarish hai khud ko aur apne doston ko is trap se bachao. Yeh waqt hai jaagne ka, samajhne ka. Paisa banana mushkil nahi, lekin usay sambhalna aur ghalat logon se bachana bohat zaroori hai. Crypto Perho! by Abdullah Mahmood #pakistanicrypto #IndiaCrypto #Binance
--
🔴 This post is only for Pakistan and Indians Doston, market ka haal aise hai jaise shaadi ke baad pehla mahina – sab patience aur umeed pe chal raha hai. Lekin asli baat yeh hai ke surge aur upar jaane ki real umeed mid MAY se lekar end MAY (maheena) tak hai. Us se pehle jo log panic mein sell karenge, wo baad mein sir pakad ke kahenge: “Yaar thora aur wait kar leta…” Aap dekho ke BTC aur overall market sentiment abhi consolidation phase mein hai. Badi whales abhi chill maar rahi hain, aur retail logon ko darwa kar sasta maal uthaya ja raha hai. Yaani, "andar ka khel" chal raha hai. Ab main clear keh deta hoon: agar invest karna hai to sirf BNB mein karo. Kyun? BNB ka ecosystem strong hai Binance ki apni coin hai, aur exchange ka utility coin hone ka faida milta hai Regulatory pressure se relatively safe hai Jab market turn karega, yeh fast recovery karega Dusre coins mein abhi speculation aur high risk hai. Jaise ke kisi rishtedaar ka naya business na jane kab band ho jaye. Aur bhai, jo log roz chart dekh ke depression mein ja rahe hain, unke liye mashwara hai: thora Netflix, thora walk, aur chart din mein sirf 1 dafa dekho. Market tumhare dekhne se nahi upar jaayegi – warna hum sab millionaire hote. Toh baat simple hai: 1. Sell nahi karna 2. FOMO mein kisi aur coin mein nahi ghusna 3. Agar invest karna hai to sirf BNB 4. MAY tak patience rakhna Apna aur apne portfolio ka khayal rakho. Market mein uthaan aaye toh yaad rakhna, "ABDULLAH ne pehle hi bataya tha." #IndiaCrypto #pakistanicrypto
--
Crypto is bleeding 🩸 The market has hit one of its lowest points of all time, shaking investor confidence across the board. Projects that once held promise are now facing severe downturns, and the fear index is off the charts. Amidst this storm, a new token called BABY is about to launch. While the hype machine is already rolling, it's important to pause and evaluate. Don't rush into investment. At this stage, BABY holds no real value it's just another name in a volatile sea of uncertainty. Let the market settle. Observe the trends. Wait until the end of April. Only then can a clearer picture emerge of whether this token has any true potential or if it's just another short-lived spark in a collapsing space. Stay informed. Stay cautious. #Launchpool #baby #Binance
--
Latest News
Trump Hints at Major Legislative Bill with Significant Tax Implications
--
U.S. Consumer Confidence Plummets to Crisis Levels
--
Navarro Criticizes Media's Role in Trump's Trade Agenda
--
Movement Labs Initiates Thorough Review of Market Maker Anomalies
--
Tether Acquires Majority Stake in Adecoagro, Board Undergoes Major Changes
--
View More
Trending Articles
Why Is the Crypto Market Dropping Today? Over the past 24
BlockchainScorpio
‘You Have Been Warned,’ Pundit Says XRP Will Not Remain at $2.2 Forever
Lachakari_Crypto
“Why Are These Chart Movements So Random and Unpredictable?
dr_mt
🎁*Learn & Earn*🎁$SOLV Quiz* 🎁[win Big solv çoin reward cl
pasho khan
🚨 BITCOIN AT $300? ROBERT KIYOSAKI DROPS A NUCLEAR WARNING! 🚨
CryptoCell0
View More
Sitemap
Cookie Preferences
Platform T&Cs