HAHM vs T-NFT – Aapka Tajurba Sabke Liye ExperienceHo Sakta Hai!
Agar aap HAHM ya T-NFT ka hissa rahe hain, to ye post aapke liye hai! Dono platforms ke users ne mix reviews diye hain, magar bohot se logon ne scam hone ki shikayat ki hai.
HAHM: Withdraw band, online service gaayab, sirf naye users se paisa lene ka naya tareeqa, aur scammers jo sach bolne walon ki posts tak delete karwa rahe hain!
T- NFT: Kya ye bhi ek Ponzi scheme hai ya isne users ko waqai profit diya? Kai logon ka kehna hai ke yahan bhi sirf naye users ke paisay se purane logon ko trap kiya jata hai.
Agar aap kisi bhi platform ka hissa rahe hain, apna tajurba share karein! Aapke saath jo bhi hua, wo doosron ke liye fida ho sakta hai. Comment karein, screenshots share karein, aur scam ko expose karne mein madad karein!
Aapka ek share kisi aur ko bacha sakta hai!