Nft And Hahm

nft Kay scam Kay baray main toh sab jantay Hain aur bohat saray investors ab nft ko chor kar hahm pay ja rahay hain hahm aur nft same owner ki ho sakti Hain

Similarities :

1 Dono Kay earning plans aur daily earning same hai.

2 Dono nay withdrawal aik sath dena band kia

3 Dono websites ka withdrawal time 168 hours kardia gaya

islye ap Sirf nft se nahi balkay hahm se Bach kar rahain kyun Kay dono websites hi ap ko loss karwa sakti Hain

Ap directly trading ki taraf k

ayain aur in se parhaiz karain#hahmscam #NFT‬⁩