$DOGE $DOGE
⚡ Crypto Man Shocking Analysis — DOGE/USDT ⚡
Dear traders!
Jab maine DOGE ka chart dekha, toh ek hi baat samajh aayi — yeh sirf meme nahi, pura market ka mood setter hai! Abhi price $0.19115 pe trade kar raha hai, lekin chart keh raha hai ke andar kuch garam ho raha hai.
Meri personal opinion:
$DOGE ne 24h me $0.18771 ka low banaya aur wahan se halka bounce mila. Lekin price abhi bhi pressure me hai. Jab tak price $0.19500 – $0.19600 zone ko tod kar upar close nahi karega, tab tak koi bada pump mushkil hai. Agar price $0.18800 ka support todta hai, toh short-term me $0.1820 – $0.1790 ka test ho sakta hai.
Crypto Man Pro Tip:
Agar aap short-term moments ke liye dekh rahe hain, toh $0.18800 – $0.19000 zone pe buyers ka interest aasakta hai. Lekin agar price $0.19600 ke upar nikla, toh ek achha bounce dekhne ko mil sakta hai, target $0.2020 – $0.2050 ke aas paas ho sakta hai.
Shocking Point:
Market me sab log altcoins aur Bitcoin ke peeche bhaag rahe hain, lekin jab DOGE ek baar 15-20% ka spike dega, sab kahenge “#DOGE ka rally kab start hua?” Crypto Man family ko hum pehle se bata rahe hain — DOGE kabhi bhi silent attack kar sakta hai.
Question for you:
Kya aapko lagta hai #Dogecoin ka agla bark aaj raat tak sunai dega?
Yes! Ready for DOGE Bark!
Nahi, abhi aur giraawat aayegi.
Meme coins pasand nahi.
#BinanceLaunchpoolGUN #BSCProjectSpotlight #trader