mein NY Roman Urdu mein Ek "crypto trading series likh Raha ho wo b roman Urdu mein UN logo k liya Jin ko English smjna mein mushqil Hoti hai par wo trading ko acha y smjna or sikhna Chahta hai wo b real market condition or structure triqa ka mutabi tu plz mujy follow krya or ja k ek dafa para agr AP ko helpful Laga tu zroor comment krya or mein NY abi shoro ki hai 6 articles hai abi mein bignor y advance tak likho ga or smjana ki pori koshish kro ga .or support krya taka mein ya pori kr sako jab mein b tarding mein new tha tu mujy bi English mein parna mein buht masla hota tha tu isliya mein NY ya shoro ki hai .or Mera parasol tjurba hai k par kr phr khud practice kr k Jo sikha jata hai wo video sy Kahi ghona zyada fida mand hota hai .plz Mera Sath joriya or apna liya apni strategy bna apna skill k mutabiq.