Bhaiyo, weekend pe BTC $62K tak gir ke 4-month low pe gaya tha, $2.02 Billion liquidation hui, Fear & Greed 13 - Extreme Fear pe hai. 4ed6



Lekin ab BTC $64,946 pe wapis aa gaya hai, ETH $1,838 aur XRP $0.96 pe hai. 1aa9



*3 Bari Khabrein Jo Aapko Pata Honi Chahiye:*



*1. MVRV Signal - Bottom Ban Raha Hai?*

CryptoQuant ke mutabiq BTC ka MVRV 1.1 pe aa gaya hai, jo 2022 ke bottom jaisa signal hai. Analyst keh raha hai "forming market bottom" hai. 1aa9



*2. CZ Ne Khud Kaha - Binance Ne Sell Nahi Kiya*

CZ ne khud kaha hai "No, Binance did not sell crypto, maine khud buy kiya hai." Aur Strategy ne phir 485 BTC buy kar liye, total 850,849 BTC ho gaye. 4aaa8c2f



*3. ETF Outflow Ruka!*

7 din ke $1.91 Billion outflow ke baad Monday ko $7.9 Million inflow aaya, BlackRock ne $76.5 Million buy kiya. 1008



*Levels Yaad Rakho:*

Support: $62K - $60K | Resistance: $65K - $66K - $68.5K

$68.5K ke upar break hua to trend reversal, warna $56K ka risk abhi bhi hai. Wintermute keh raha hai Fed rate hike ki wajah se $50Ks tak bhi ja sakta hai. 1008



Smart money dar me buy karta hai, retail dar me sell karta hai. Aap kis side pe ho?



Bina Stop-Loss ke leverage mat lena, ye market maaf nahi karta.



Aapko lagta hai bottom ban gaya ya $56K tak jayega? Comment me batao 👇




#BTC走势分析 #BinanceSquar #BTCUpdate #fearandgreed #CryptoNews

$BTC



_Not Financial Advice - DYOR_