wait karo next ETH update ka. Maine sara ETH lagbhag 2600 ke qareeb sell kr dia tha.

Ab ETH kisi bhi taraf ja sakta hai — upar ya neeche.

Main risk nahi le raha. Haan, agar chaaho to 10-20% hold kar sakte ho,

warna kisi confirm moka ka intezar karo.