WCT ek governance aur utility token hai jo WalletConnect Network ke liye launch kiya gya hai. Iska main kaam network ko secure karna , fees cover karna aur governance decisions (voting) me use hona hai .
Yah ek decentralized protocol hai jo wallets aur dApps (decentralized apps) ko connect karta hai (jaise MetaMask aur koi DeFi app). WCT token is protocol ka native token hai.
1.) TOKENOMICS (Important Numbers)
Max Supply: 1 Billion WCT (1,000,000,000).
Circulating Supply: lagbhag 186–190 Million
🔹 2) Adoption & Credibility
WalletConnect already 1000s wallets & dApps me use ho raha hai. Yeh protocol Web3 world me standard ban chuka hai. Isliye WCT ek important token hai, lekin iska price market sentiment & demand pe depend karega.
🔹 3) Buy & Store
Exchanges: WCT major exchanges (Coinbase, Binance, etc.) par available hai .
4) Risk Points
Crypto volatile hota hai, WCT ki value bhi market conditions pe upar-niche hoti rahegi.
Fake tokens se bachne ke liye hamesha official address use kare.
Live Price & Market Data
Price (1 WCT) ≈ $0.28-$0.29 USD
Circulating Supply ≈ 186.2 million WCT
Maximum Supply 1,000 million (1 B) WCT
Market Cap ≈ $52-54 million USD
24h Trading Volume ≈ $25-$60 million
#WalletConnect $WCT @WalletConnect