📢 Elon Musk Aur Crypto – Sach Kya Hai, Jhoot Kya Hai?
🔔 Real updates ke liye hamara channel follow karo ❤️
Aaj kal social media par fake posts aur videos viral ho rahi hain jo claim karti hain ke Elon Musk naye coins ko support kar raha hai. Yeh galat hai.
✅ Yeh baatein sach hain:
✔️ Elon Musk ne Bitcoin, Dogecoin, aur kabhi kabhi Ethereum ka support diya hai.
✔️ Wo abhi bhi DOGE ke tweets aur crypto-related jokes share karta hai.
🚫 Aur yeh jhoot hai:
❌ Elon naye meme coins (jaise X Coin, Bimamaxe, Zilla Token) ko support karta hai – yeh fake claims hain.
❌ Elon ke naam par banaye gaye AI tweets ya fake videos scam ke liye viral ki ja rahi hain.
⚠️ Hamesha DYOR (Do Your Own Research). Sirf hype par invest mat karo.
❤️ Like karo, 💬 comment karo, 🔁 share karo taake aur log scams se bach sakein.
📲 Channel follow karo real aur authentic crypto updates ke liye.