#CreatorPad 📢 Binance ne 17 July 2025 ko CreatorPad launch kar diya hai, jo ek naya content monetization tool hai aur Binance Square platform ka hissa hai — jise har mahine 35 million se zyada log 30 se zyada zabanon mein use karte hain۔
---
🔍 CreatorPad Kya Hai?
CreatorPad ek aisa platform hai jahan:
Crypto content creators apne content ke zariye rewards kama sakte hain
Tasks complete karne hote hain, jaise:
Campaign-specific hashtags ka use
Insightful posts likhna
Projects se engage karna
---
🏆 Mindshare Leaderboard:
CreatorPad par har creator ka performance real-time mein rank hota hai
Achha content aur engagement ka reward diya jata hai
Spam aur bekaar posts discourage ki jati hain
---
🧠 Kis ke liye faida mand hai?
1. Crypto Creators:
Naye ho ya expert, sab ko moka milta hai apne content se reward kamaane ka
Recognition aur visibility milti hai
2. Blockchain Projects:
Apne campaigns launch kar sakte hain