@WalletConnect

#WCTLaunchpool

UTC time ka matlab hota hai duniya ka standard waqt, jisko Pakistan ke waqt mein convert karne ke liye ap simple Google pe likho: "UTC to Pakistan time". For example agar yahan 13:34 UTC likha hai to Pakistan ka time banay ga 18:34 (yaani shaam 6:34).

:

Fear and Greed Index 62 pe hai, iska matlab log zyada greed (lalach) mein hain. Jab yeh number 0 ke qareeb hota hai to market mein logon ko dar lag raha hota hai. Jab yeh 100 ke qareeb hota hai to sab lalach mein hotay hain. Yeh data kai cheezon se banaya jata hai jaise Google trends, social media activity, BTC volatility, surveys waghera. Lekin yaad rakho yeh 100% accurate nahi hota, kabhi kabhi misleading bhi ho sakta hai.

Home