🔥 $XRP Comeback Mode On — Kya Bullish Reversal Nazdeek Hai? 🚀
By: @noobtoprotrader
XRP ne $3.20 ke neeche ek bearish reversal start kiya tha...
Lekin ab lagta hai ke bulls wapas fight mein aa gaye hain! 💪
📉 Price ne $3.250 aur $3.220 support zones tod diye
📉 50% Fib retracement ($3.004 se $3.330) bhi break hua
📉 Bears ne $3.120 tak dump karwaya
🛑 Lekin $3.080 pe strong support mila
📈 Wahan se XRP ne negative trendline break ki aur bounce kiya around $3.120
👉 Ab price $3.20 aur 100-hour SMA ke neeche hai
---
📊 Current Scenario:
🔹 Price abhi $3.20 se neeche trade ho raha hai
🔹 $3.170 pe resistance hai
🔹 $3.20 ka level major obstacle ban gaya hai
🔹 Agar price $3.20 clean breakout karta hai → rally $3.250, $3.330, hatta ke $3.350 tak ja sakti hai
🚀 Aur agar bulls zyada strong hue to $3.40 pe real test hoga
---
⚠️ Another Drop?
Agar XRP $3.20 ko break nahi karta...
Toh phir:
🔻 $3.080 pe pehla support
🔻 $3.020 next strong support
🔻 Agar $3.020 bhi tod diya → price $3.00 ya $2.980 tak dump ho sakta hai
🛑 $2.980 pe bulls ka strong reaction expected hai
---
🧠 Technical Indicators:
📉 MACD: Negative zone mein slip ho raha hai
📈 RSI: 50 ke upar — strength show kar raha hai
🔹 Major Supports: $3.080, $3.020
🔹 Key Resistance: $3.170, $3.20
---
💬 NoobToPro View:
Agar $XRP $3.20 se upar breakout karta hai with volume → next wave aa sakti hai
Lekin agar $3.080 break hota hai → correction deeper ho sakti hai
📲 Follow for real-time updates @noobtoprotrader
#XRP #BinanceSquare #Altcoins #noobtoprotrader #Xrp🔥🔥 🔥 $XRP