🚀 Bitcoin ne $123K touch kar liya – Aap ke kya targets hain? 📊
Ajj Bitcoin ne all time high $123K touch kiya hai!
ETF’s me $14.8B ka inflow aya hai aur whales buy kar rahay hain.
Market me short squeeze bhi hua jiski wajah se price fast upar gaya.
💡 Mera opinion:
Agar price $120K ke upar stable rehta hai to agli target $140K tak ja sakti hai.
Lekin hamesha apna research karo aur apni risk samjho.
Aap ka kya plan hai? Kya abhi entry ka time hai ya wait? Comment me apni opinion share karo.
#bitcoin #CryptoNewss #BinanceSquare #writetoearn #TradingTips