💰 "A Grand and Beautiful Bill" — or a Fiscal Time Bomb? 🇺🇸
U.S. hukumat to apne budget ko "grand and beautiful" keh rahi hai, lekin Lombard Odier jaise financial institutions is par shak kar rahe hain.
🔍 Strategic analyst Filippo Pallotti ka kehna hai ke yeh plan agli das saalon mein federal deficit ko $4 trillion tak barha sakta hai.
Aur agar tax cuts permanent kar diye gaye, to yeh number aur bhi ziada ho sakta hai.
📉 Public debt GDP ke muqablay mein 119% tak pohanchne ka imkaan hai by 2034.
⛔️ Sabse zyada cuts Medicare aur food assistance jaise programs mein kiye ja rahe hain — jiska direct impact ghareeb awam par hoga.
🧾 Tax cuts se consumption mein koi khaas izafa bhi expect nahi kiya ja raha.
Kya yeh budget asal mein economic growth laayega, ya phir long-term stability ko khatre mein daal raha hai?
👇 Apni soch comment mein share karo!
#USBudget #TrumpTariffs #SaylorBTCPurchase #TrumpTariffs #MuskAmericaParty