#SpotVSFuturesStrategy Spot vs Futures โ€“ Letโ€™s Be Honest ๐Ÿค”

Agar tum Spot trading kar rahe ho, to socho zara:

$100 invest kiye aur price gir gaya. Jab tak woh price wapas upar nahi aata, tumhara paisa atka rahega.

Aur agar price recovery doubtful ho? Loss lock ho gaya. ๐Ÿ’”

Spot ka maqsad hota hai: โ€œWait for the moon ๐ŸŒ•โ€ โ€” par kya tum $10 ka profit lena pasand karoge? Nahi. Kyunki tumhara plan bada tha.

Lekin jab price thoda hi upar gaya, temptation hoti hai sell karne ki. Phir dobara buy, phir wait. Yeh cycle kabhi khatam nahi hoti.

Futures mein kya hai?

Direction choose karo, leverage lo, aur short-term moves pe bhi profit banao โ€” chahe market upar jaye ya neeche.

Yeh tumhe freedom deta hai har move ko opportunity banane ki. ๐Ÿ’น๐Ÿ”ฅ

10 baar Spot mein $10 kama ke bhi 1 baar ka crash sab le jaata haiโ€ฆ

Lekin Futures? Ek sahi move, sahi time pe โ€” aur game on! ๐ŸŽฏ

See you again ๐Ÿ™ˆ

$BTC $ETH $BNB

#Write2Earn

#CryptoTrading #FuturesVsSpot #Binance #CryptoStrategy #BinanceSquare