šØ 6 Common Crypto Mistakes That Can Lead to Major Losses (Stay Smart While Trading on Binance) ā
Crypto mein kuch aam ghaltiyan hoti hain jo nuqsaan ka sabab ban sakti haināinka khayaal rakhna zaroori hai, khaaskar Binance par trading karte waqt.
1. Baghair Research Invest Karna
Dosron ki baaton ya social media hype par coin lena nuqsaan de sakta hai. Hamesha khud tehqiqat karein.
2. FOMO Ke Chakkar Mein Ana
āSab le rahe hain, main bhi lunā wali soch aapko bade loss tak le ja sakti hai.
3. Risk Management Ka Na Hona
Pura paisa ek coin mein daalna khatarnaak hai. Stop-loss lagayein aur portfolio diversify karein.
4. Futures Trading Without Knowledge
Leverage ya futures trading bina samajh ke karna paisa doobne ka shortcut hai.
5. Sabar Na Karna
Munafa jaldi lene ke chakkar mein sell kar dena ya dip mein dar ke bech dena aam ghalti hai.
6. Security Ko Nazarandaz Karna
2FA (Two-Factor Authentication) ke baghair Binance account rakhna hacking ka khula dawat hai.
Trading karein lekin soch samajh ke. Seekhein, samjhein, aur mehfooz tareeqay se invest karein.
š” Follow for more real tips!
#CryptoTips #BinanceTrading #AvoidLosses #SmartInvestor #BinancelaunchpoolHuma