Should You Hold LUNC for 3 Years?
Positive Sides
Super Cheap👍 Price abhi bhi neeche, to millions of tokens lena asaan
Strong Community
Terra Classic ke paas ek loyal community hai jo revival pe kaam kar rahi hai
Burn Mechanism: Binance aur community dono LUNC burn kar rahe hain regularly
Speculative Spike Potential
Next bull market mein hype coins,mein ek baar phir pump ho sakta hai
Cons (Risks)
No Real Ecosystem
Terra 2.0 alag ho chuka hai LUNC ke paas ab limited developer support hai
Legal & Trust Issues
Past collapse ki wajah se bada institutional support nahi bacha
Pump & Dump History
Price sudden spikes deta hai, lekin long-term utility unclear hai
Crypto_Man Verdict👍
LUNC High Risk, High Reward Coin
Agar apka budget zyada nahi hai aur ap lottery-type return ke liye small amount daalna chah rahi hain (like 5k–10k PKR), to theek hai.
Lekin agar serious 3 saal ka portfolio bana rahi hain, to LUNC ko sirf speculative part mein rakhna chahiye not the main portfolio.
Pro Tip
Sirf 10–15% LUNC mein rakhein
Baaki portfolio strong utility wale coins jaise ID, VTHO mein ho
LUNC ka sudden 50x–100x ho sakta hai, lekin guarantee nahi hai