💰 Why is Bitcoin $BTC Going Up? | The Real Reasons Behind the Surge 🚀
Bitcoin ki qeemat phir say upar jaa rahi hai — lekin kyun? Yahaan kuch key factors hain jo is bull run ko drive kar rahe hain:
🔒 Limited Supply (Scarcity) – Sirf 21 million BTC kabhi exist karein ge. Zyada demand, kam supply = price boom!
🏢 Institutional Adoption – MicroStrategy, Tesla aur naye ETFs ki kharidari ne demand mein zabardast izafa kiya hai.
⛏️ Halving Events – Har 4 saal mein mining rewards half ho jate hain. Agla halving April 2024 mein!
🌍 Macroeconomic Tension – Inflation aur fiat currencies ki girti value logon ko Bitcoin ki taraf le ja rahi hai.
📈 Global Adoption – El Salvador jaisay mulk, aur kai merchants Bitcoin ko accept kar rahe hain.
🔥 Market Sentiment & FOMO – Elon Musk aur media hype se log miss nahi karna chahte – aur yeh price ko aur upar le jaata hai.
Is this the road to the next ATH (All-Time High)?