Title: Crypto Regulation — Aane Wale Dinon Mein Kya Badlega?
Crypto duniya mein regulation kaafi controversial topic ban chuka hai. Kai countries ab blockchain aur cryptocurrencies ko control karne ke liye naye rules bana rahi hain. Yeh regulations investors ko protection dene ke liye hain, lekin kuch log kehte hain ke yeh decentralization ke khilaf jaata hai. Binance jaisi exchanges ko bhi ab KYC aur AML laws ko strictly follow karna padta hai. Pakistan mein bhi State Bank ne crypto ko ban kiya hai, lekin log P2P platforms ka use kar ke ab bhi trading kar rahe hain. Aapka kya khayal hai — regulation se crypto ka future safe hoga ya slow?