$AVA $AVA ne past 24h mein 12%+ ka jump dikhaya hai aur RSI 73 par pohanch gaya jo batata hai ke short-term mein price thoda heat le sakta hai. Lekin agar plan clear ho, to ek week ke andar achhi spot entry aur profit dono possible hain!
1: Short-Term Pullback Entry Zone, $0.66 to $0.69
Logic🚨Price ne strong rally ke baad $0.7469 high banaya, lekin RSI overbought hai. Short retracement expected hai.
Opinion: Agar price $0.66-$0.69 zone mein aaye to spot ke liye achha entry point hoga. Yahaan pe 50% capital lagana smart move hai.
2: Strong Support Zone, $0.60 to $0.63
Logic🚨 Yeh pehla strong horizontal support hai from previous consolidation. Agar wahan aata hai, to heavy demand aasakti hai.
Opinion: Yahan 30% amount use karo, yeh zone safe re-entry area hai agar market dip kare.
3: Breakout & Ride Zone, Above $0.75
Logic🚨Agar price $0.75 todta hai with volume, to fast rally possible hai towards $0.83 and $0.88 tak.
Opinion: 20% capital breakout par rakho taake rally miss na ho.
#AVA ka volume spike aur RSI strength dikha raha hai ke momentum strong hai. Lekin FOMO se bach kar proper zone par hi entry lena behtar hoga.
😇Members kafi poch rahe the. I hope apni soch se ab price ki entry select kr saken ge. #CryptoCPIWatch #CryptoRoundTableRemarks #AlertX🎯 trade yahan se open kren 👉$AVA