$BTC

Aaj BTC ne recent correction ke baad $60K level par support dikhaya hai. Market me halving ke baad ka consolidation phase chal raha hai, jahan whales accumulation mode me hain. On-chain data dikhata hai ke long-term holders apni positions nahi bech rahe, jo bullish indicator hai. Macro indicators aur CPI report ka bhi impact BTC ke price par pad raha hai. Agar agr BTC ne $63K resistance tod diya to next target $68K ho sakta hai. Bitcoin ab sirf ek asset nahi, balki ek hedge ban gaya hai fiat inflation ke against. Iss liye BTC hamesha se investors ki radar par rahta hai.