Agar aap crypto mein qadam rakhna chahte hain to sabse pehle Binance par account banana zaroori hai. Binance duniya ka sabse bara aur mehfooz crypto exchange hai. Iss post mein main aapko bataunga:

1. Binance par sign up kaise karte hain

2. KYC (identity verify) kaise karte hain

3. Aur kuch important tips bhi doonga

---

1. Binance Account Banane Ka Tareeqa

1. Yeh link open karein:

Account banane ke liye yahaan click karein

2. Apna email ya mobile number likhein

3. Ek strong password banayein

4. “Create Account” par click karein

5. Aapke email ya phone par ek code aayega – usay enter karein

6. Mubarak ho! Aapka Binance account ban gaya hai

---

2. KYC kaise complete karein? (Identity Verification)

KYC complete karna zaroori hai taake aap:

Deposit aur withdraw kar saken

P2P aur doosre features use kar saken

Binance ke rewards hasil kar saken

KYC ke Steps:

1. Binance app open karein aur login karein

2. Upar corner mein profile icon par click karein

3. “Verification” ya “Identity” wale option mein jaayein

4. Apna mulk select karein

5. Personal info bharain:

Full name (jaise CNIC par likha hai)

Date of birth

CNIC ya passport number

6. Document upload karein:

CNIC ki photo (front aur back)

Apni aik clear selfie

7. Submit kar dein – kuch hi der mein verification complete ho jaayegi

Usually KYC 1 ghante se 24 ghante mein complete ho jaata hai.

---

3. KYC ke baad kya karein?

Ab aap Binance par crypto (jaise USDT, BTC, etc) khareed aur bech sakte hain

Spot Trading, P2P, aur Launchpad jaise features use kar sakte hain

Neeche diye gaye link se sign up karne par aap $2000 USDC tak bonus hasil kar sakte hain

Referral link: Binance join karein

Referral Code: GRO_14352_5GIRT

---

agli post mein main aapko sikhaunga ke Binance app ke options kya hain aur Spot Trading kaise karte hain.

Agar kisi step mein problem aaye to comment mein poochh sakte hain

#Binance anCrypto #Blockchain #Digit

#TradeLessons

#TradeStories

#Binance