Likho aur Kamao: Binance Write to Earn Program
Agar aap crypto ke shaukeen hain aur apne ideas logon tak pohanchana chahte hain, to Binance ka Write to Earn program aap ke liye ek zabardast moka hai. Aap sirf maloomat nahi baant rahe, balkay jab koi aapke post se trade karta hai, aap uss trade ki fees ka hissa kama sakte hain.
Yeh program kis liye hai?
Binance Square par aap crypto se mutaliq content likh kar Spot, Margin, aur Futures trading par commission kama sakte hain. Jab koi aapke post mein diye gaye coin tag (jaise $BTC, $ETH) ya chart par click kar ke trade karta hai, to aapko uski trading fee ka hissa milta hai.
Commission Rates:
Basic: 5%
Agar aap top 30 creators mein aate hain to: up to 30%
Har week commission payout hota hai
Copy trading par commission apply nahi hota
Kaise shuru karein?
1. Binance account verify karein
2. Write to Earn program join karein
3. Achha content likhein (articles, analysis, ya polls)
4. Post mein coin tags ($BTC, $ETH waghera) aur chart widgets lagayein
5. Post ko popular hashtags ke sath share karein
Trending Hashtags:
#Binance #WriteToEarn #CryptoEarnings #Bitcoin #Ethereum #BTC #ETH #BNB #Cryptocurrency #CryptoNews
Note:
Ye content sirf taaleem aur maloomat ke liye hai. Main Binance ka employee nahi hoon, sirf unka program explain kar raha hoon. Har user apni zimmedari par trade kare.
Aaj hi shuru karein, likhein aur kamaayein!