$ADA | Kya 7$ possible hai?

Cardano (ADA) ne pichle kuch months me strong recovery dikhayi hai. Ab sawal ye hai:

Kya ADA $7 tak ja sakta hai is bull run me?

Agar market bullish raha aur BTC ne $100K ka target liya, to ADA ka $5-$7 ka zone achievable lagta hai.

Technicals bhi strong breakout ki taraf ishara kar rahe hain.

Aapka kya khayal hai?

ADA holders ke liye ye cycle rewarding ho sakti hai!

#ADA #Cardano #BullRun2025 #Altcoins!

#crypyofuture

$ADA