$QNT $QNT kisi neqnt 100price tak hold krna hy to ajao fir..
Crypto Man Strategic Spot Plan 🚀🔐 QNT/USDT May Setup!
Quant fans,🙋 QNT iss waqt tight range mein move kar raha hai price $86.3 hai, halki si sideways move ho rahi hai (-0.12%). 24h low $84.8 touch kiya hai aur high $91.0 tak gaya hai. Volume around 3M hai jo dikhata hai ke abhi calm phase chal raha hai. Glassnode insights ke mutabiq Quant ka on-chain activity stable hai, jo strong accumulation phase ko indicate kar raha hai.
Step 1️⃣ Safe Accumulation Zone
$84-$86 zone mein pehli entry perfect rahegi. Yeh support zone multiple times hold kar chuka hai aur buyers ka base yahin hota hai.
Step 2️⃣ Confirmation Add
Agar price $90-$91 break karke wahan sustain kare to wahan 40% aur add karna smart move rahega. Yeh confirmation buying ka signal hoga.
Step 3️⃣ Bullish Extension
May ke end tak agar QNT $95+ kare to final capital deploy karen. Short-term mein $100 ka target easily aim kiya ja sakta hai.
Pro Tip🚨 QNT ka volume low hai is waqt, iska matlab hai ke yeh quiet accumulation stage pe hai. Is tarah ke phase ke baad aksar sharp moves dekhne ko milte hain ⚠️so stay alert!
#dyor Trade yahan se open kren 👉$QNT
#BitcoinReserveDeadline #BinanceLaunchpoolSXT #USStablecoinBill