#Congratulations😊😍 xrp holders ⚠️
1️⃣ SEC ne Appeal Wapas Le Li💥
Bilkul sahi suna apne,US SEC ne XRP ke khilaf apni appeal officially withdraw kar li hai. Ripple community ke liye yeh huge win hai aur XRP ko legally aur strong bana raha hai.
2️⃣ XRP/BTC Pair Me Bara Breakout Expected💥
Technical analysis ke mutabiq XRP/BTC pair tight range me hai aur kisi bhi waqt 30% ka breakout de sakta hai. BTC pair trading karne walon ke liye yeh perfect opportunity hai.
3️⃣ USDT Pair Walon ke Liye
XRP/USDT pair is waqt $2.1749 par trade kar raha hai. Short term me halka sa dip $2.10 tak aasakta hai lekin agar price $2.22 resistance todta hai to agla target $2.30-$2.35 ka ho sakta hai. Futures walon ke liye bhi momentum ahsta ahsta bullish zone ki taraf wapas aa raha hai.
✨ Pro Tip: Agar price $2.10 ke neeche sustain kare to short-term caution zaroor rakhen, warna $2.30 ki taraf bounce expected hai.
4️⃣ Experts Prediction: XRP $5 Tak Shoot Kar Sakta Hai!
Analysts keh rahe hain agar bullish wave jari rahi to XRP mid-term me $5 tak shoot kar sakta hai. Ripple ki legal jeet aur ETF rumors bhi is rally ko heat de rahe hain.
Long Term Vision
Experts ka kehna hai XRP ka long term scene super bullish hai. 2027 tak 100,000 XRP ki value $550,000 tak ja sakti hai aur 2045 me yeh multi-million dollar asset banne ki potential rakhta hai.
Mera opinion 🙋
Scene best ho raha hai aur market me excitement hai! Kya apko lagta hai XRP $5 cross karega ya sirf hype hai? Apna view niche comments me share karen aur dostu ke sath apni strategy discuss karen.