#AirdropSafetyGuide
🎯 AIRDROP SAFETY GUIDE – STAY SAFE, STAY SMART! 🚨
(Professional Pro View)
💡 1. Never Share Your Private Key or Seed Phrase
Kabhi bhi apni wallet ki seed phrase ya private key kisi website ya person ko mat dein – 100% scam hoga!
💡 2. DYOR – Always Do Your Own Research
Jis project ka airdrop mil raha hai, uska official website, Twitter, aur community zaroor check karein.
💡 3. Avoid Unknown Links
Kisi bhi unknown ya suspicious link par click mat karein – ye phishing site ho sakti hai jo aapka wallet empty kar degi!
💡 4. Use a Separate Wallet for Airdrops
Main wallet na use karein – airdrops ke liye ek temporary wallet banayein jo sirf testing ke liye ho.
💡 5. No Gas Fees = High Chance of Scam
Agar koi bolay ke “free airdrop” ke liye gas fees do, to 99% chance hai wo scam hai.
Free ka matlab free hota hai!
💡 6. Don’t Interact with Suspicious Tokens
Agar koi unknown token aapke wallet me aajaye, usko touch bhi mat karo – ye honeypot ya dusting attack ho sakta hai.
📌 PRO TIP:
Safe rehne ke liye Trust Wallet, Metamask, ya Rabby Wallet jaise reputed tools use karo.
Hamesha official Telegram/Discord se hi updates lo.
🛡️ Secure raho – Sirf profit ka sochna kaafi nahi, safety pe bhi kaam karo!