#TraderAlert #educational
Chart open karein, Jo bhi coin ka chart dekhna hai usay open karein (jaise BTC/USDT).
Timeframe select karein, Chart ke upar jo timeframes diye hote hain (1m, 5m, 15m, 1h waghera), wahan se apna desired timeframe select karein.
Settings icon pe click karein, Chart ke upar ya side me ek settings ka icon hota hai, uspe click karein.
"Countdown to bar close" option dhoondein, Settings me ek option hoti hai "Countdown to bar close" ya is se milti julti. Isay enable kar dein.
Save karein Settings ko save kar dein.
Ab apka chart har candlestick ke sath timer show karega ke wo candle kab close hogi.
To ab jab main 4hour candle price btau to wait kren aur dekhen k candle kis price per close hoti hy..apne 1$ki b kadar kren. Jaldi me fesle mat len.. Jazakallah 🙈🥰post pa's and ae to like to bnta hy 🫣💐