$MOVE $MOVE

🚨MOVE/USDT CRITICAL UPDATE 💥

MOVE ka Layer 1 project pehle kaafi hype mein tha, lekin market sentiment ne abhi isko pressure mein daala hai. Supply high hai aur demand side weak lag rahi hai, isliye price abhi struggle kar raha hai.

$0.1950–$0.2000 ka zone abhi key support hai. Agar yeh zone hold karta hai toh short-term bounce $0.2050–$0.2100 tak dekhne ko mil sakta hai. Lekin agar $0.1950 ka support toot gaya, toh next slide $0.1700, $0.1600 zone tak aasakti hai.

Short SETUP, Jab tak price $0.2050 ke neeche hai, bears ka grip strong hai. Short positions consider kar sakte ho with next target $0.1800,$0.1700 zone tak.

SL idea, Apna SL tight rakhna zaroori hai, around $0.2100 ke aas-paas ka idea sahi rahega taake risk control mein ho.

Filhal sentiment bearish hai,alert raho aur apni risk management strong rakhen .

Ap kya plan kar rahe hen MOVE ke sath? Comment mein share karen!

#BinanceHODLerSTO #DigitalAssetBill #SaylorBTCPurchase