#DOGE/USDT , Elon’s Favorite on Fire Again! Current Price: $0.1812 — 4% upar aur volume bhi strong!✍️🚨
DOGE ne $0.172 se bounce le kar $0.18478 tak ka high lagaya — aur ab thoda sa cool-down phase me hai. Lekin overall structure bullish hi lag raha hai.
Short-Term Dip Buy Zone — $0.175 Yahan se buyers ne push diya tha. Agar price wapas is zone tak aaye with volume 1.5B+, toh short-term buy ka setup trigger ho sakta hai.
Mid-Term Strong Support — $0.160 Agar market me panic aaye ya BTC pressure banaye, to ye mid-term level hai jahan DOGE usually defend karta hai. Wahan se bounce ka chance high hota hai.
Next Possible Targets — $0.195 and $0.210 Agar bulls active rahe to pehla resistance $0.195 pe hai. Uske upar breakout hua toh $0.210 ka test almost confirm ho sakta hai.
Pro Tip: Agar DOGE $0.175 pe aake 1-hour candle me strong tail aur high volume dikhata hai, toh samajh jao ke whales dobara entry le rahe hain. Wahan se short-term long lena best ho sakta hai. Always divide your capital in 2-3 entries for safer average.