wow 😲 👏🏻
"Ek Japanese scientist ne aisi plant-based battery banayi hai jo sirf pani aur sunlight se charge hoti hai, aur ye 100% biodegradable hai."
Yeh battery environment-friendly hai, aur future me plastic aur lithium-ion batteries ka sustainable alternative ban sakti hai. Iska use wearable devices, smartwatches, aur even medical implants me bhi ho sakta hai—aur use hone ke baad yeh mitti me mix ho jati hai, pollution bilkul nahi karti..