#SUI 1s saal pehle sui itna kamal ka performance de raha tha jab btc 75k pe tha to sui 3$ trade kar raha tha. lekin sui itna kyu crash kar raaha. jab sate coin BTC ko hi follow karte hai to kyu itne sare coin hai crypto market me..! kya koi coin BTC ko maat nahi de sakta jo btc se bhi jada uppar jaaye..?