Home
Notification
Profile
Trending Articles
News
Bookmarked and Liked
History
Creator Center
Settings
Crypto PM
--
Bullish
Follow
$ETH
Will go $4000 This Week. Lock In 🔒
Disclaimer: Includes third-party opinions. No financial advice. May include sponsored content.
See T&Cs.
ETH
3,922
+6.99%
946
0
Explore the latest crypto news
⚡️ Be a part of the latests discussions in crypto
💬 Interact with your favorite creators
👍 Enjoy content that interests you
Email / Phone number
Sign Up
Login
Relevant Creator
Crypto PM
@CryptoPM
Follow
Explore More From Creator
@WalletConnect $WCT Token ne recent developments ke through adoption aur governance decentralization ko push kiya hai, lekin token unlock pressure abhi bhi challenge bana hua hai. Yahaan top 3 updates: 1️⃣ Solana support activate hua, cross-chain utility strong hui 2️⃣ Six naye node operators onboard hue decentralization ke liye 3️⃣ Council-led governance model launch hua 🔍#WalletConnect Highlights 🟡 Solana Integration Binance ne WCT ke Solana integration ko complete kiya, jisse ab users Solana network ke low-fee aur high-speed benefits ka use karke tokens transfer kar sakte hain. Pehle hi Ethereum aur Optimism pe WCT live tha. Integration se adoption badhega, lekin WCT abhi bhi apne ATH se 78 percent niche trade kar raha hai. 🟢 Node Operators Join In Fireblocks, Animoca Brands aur 4 aur institutions ne WalletConnect ke node operator network ko join kiya. Ab tak 121 million WCT stake kiya ja chuka hai jo total circulating supply ka 65 percent hai. Stakers ko 22 percent tak APY mil raha hai. Lekin tokenomics concern abhi bhi hai kyunki 1 billion total supply me se 81 percent tokens abhi bhi unlock hone baaki hain. 🟣 Council Governance Live WalletConnect ne ek naye council model ko launch kiya hai jisme devs, wallets aur enterprises milke protocol upgrades decide karenge. Pura decentralization next 24 months me achieve karne ka goal hai. Governance transparency badhegi, lekin token ki real utility staking ke beyond kaise grow karegi yeh key point rahega. 📈 Conclusion Solana integration aur naye validators ke saath network ka strength badh raha hai, governance decentralization bhi roadmap pe hai. Lekin real test yeh hoga ki kya adoption itna tez hoga ki 813 million tokens ke unlock pressure ko absorb kar sake. Monitor karo staking rates aur TVF metrics ko direction ke liye.
--
@Lagrange Official ne AI collaborations aur token buyback plans ke through ecosystem grow karne ki koshish ki, lekin post-listing price volatility abhi bhi challenge hai. Yahan 3 major updates: 1️⃣ Intel ke saath partnership announce hui secure AI inference ke liye 2️⃣ ZK tech aur EigenLayer integrations ka expansion reveal hua 3️⃣ Token buyback plan se market stability laane ki strategy share ki gayi 🔍 #lagrange $LA Highlights 🟡 Intel Partnership for Secure AI Lagrange ne Intel ke AI cloud ke saath DeepProve zkML system ko integrate karne ka plan bataya hai. Iska goal hai verifiable AI systems ko enterprise-grade security ke saath scale karna. Yeh move real-world use cases ke liye kaafi bullish lagta hai, lekin adoption timeline abhi unclear hai. 🟢 ZK Tech Expansion ZK Coprocessor aur EigenLayer restaking integration ka update diya gaya. Yeh cross-chain computation aur AI verification ke liye strong infrastructure build kar raha hai. Token holders ke liye proof generation pe staking rewards milenge. Lekin token ki 60-day price drop ne market ke doubt ko highlight kiya hai. 🟣 Buyback Plan for Stability Foundation ne token volatility ko control karne ke liye buyback plan propose kiya hai. Repurchased tokens regulated custodians ke paas hold kiye jayenge. Yeh step June ke ATH ke baad 77 percent price girne ke baad announce hua tha. Lekin low trading volume abhi bhi liquidity issue dikha raha hai. 📈 Conclusion Lagrange ki strategy high-profile partnerships aur internal corrective actions dono pe based hai. Lekin sawal yeh hai ki kya ZK-based AI adoption itna fast grow karega ki tokenomics ke pressure ko beat kar sake? Aage monitor karo proof generation speed aur liquidity reserves ko. #Lagrange
--
@Caldera Official ne July me major listings aur token unlocks ke beech kaafi volatility face ki. Yahan hain top 3 highlights: 1️⃣ FDV ke basis par July ka top project bana, jisse visibility boost hui 2️⃣ Airdrop ke baad price me 9.5 percent girawat aayi, 70M tokens market me aaye 3️⃣ Coinbase Futures listing ne leverage trading ko enable kiya #Caldera $ERA Highlights 🟡 Top FDV Launch Caldera July ke top crypto launches me include hua based on fully diluted valuation. Modular blockchain hone ke nathe ye 50 se zyada rollups aur $400M plus value ko support karta hai. Lekin sirf 14.85 percent tokens circulate kar rahe hain, baaki supply locked hai. Long-term value strong hai but dilution ka risk bhi bana hua hai. 🟢 Post-Airdrop Selloff 30 July ko 70 million tokens unlock hue jisse 9.5 percent price drop dekhne ko mila. Airdrop ne holder base expand kiya lekin short-term traders ne sell pressure badhaya. Derivatives traders ka interest bhi spike hua jisse volatility aur badhi. 🟣 Coinbase Futures Listing Coinbase pe ERA perpetual futures add hone se trading volume aur exposure dono badhe. Futures ne leverage options khole lekin isse price swings bhi intense ho gaye. Initial spot listing ke baad 64 percent jump aaya tha jo ab retrace ho chuka hai. 📈 Conclusion Caldera ka tech strong hai, lekin tokenomics challenges uski growth pe pressure dal rahe hain. 85 percent supply abhi bhi locked hai jo 2026 ke baad hi gradually release hogi. Ab sawal yeh hai – kya vesting se market stabilize hoga ya dilution aur zyada pressure dalega? #caldera
--
$HUMA ka focus hai exchanges, yield strategies, aur PayFi adoption pe. July ke top 3 updates: 1️⃣ Binance Campaign Ended (31 July) – $120K rewards ne South Asian trading ko boost diya 2️⃣ Upbit Listing (25 July) – South Korea ke top exchange par $800M+ volume surge hua 3️⃣ Huma 2.0 Relaunched (30 July) – 19x reward options ne liquidity lock-in ka target banaya 🔍 @Huma Finance 🟣 Highlights #HumaFinance 🟡 Binance Campaign $120K ka campaign India, Pakistan, Bangladesh aur Sri Lanka users ke liye tha. Volume short-term pump hua, lekin long-term utility hi asli driver banegi. Binance ka regional support strong dikh raha hai. 🟢 Upbit Listing KRW, BTC, aur USDT pairs ke saath launch hone par Upbit pe $800M+ ka volume aya. Listing bullish hai kyunki South Korea market me visibility badhi. Sirf Solana network withdrawals allowed hain abhi. 🟣 Huma 2.0 Deposits PayFi pools me 6-month lock ke saath 19x Feather rewards mil rahe hain. Anchor Badge system loyal users ko reward karta hai. Base APY 10% hai jo gamified hai, Aave jaisi raw yields se kam. 📈 Conclusion HUMA July me aggressively expand hua hai. Price dip hua 6.44% past week me, lekin protocol-owned liquidity se long-term stability aa sakti hai. Kya yeh liquidity real-world payments me use hogi, ya sirf farming ke liye lock hogi?
--
🌳 $TREE surges past $500M TVL — Hype ya Exit Pump? @Treehouse Official ne apna $500M TVL milestone touch kar liya — lekin market reaction thoda mixed raha. Yaha hai full breakdown: #Treehouse 🔹 1. TVL Boom + Bullish Pattern: August 1 ko price $0.60+ tak gaya (30% spike) 🔥 Lekin profit-booking ne usse $0.53 tak gira diya. Negative funding rates = traders thoda cautious. 📈 Cup-and-handle pattern bana hai — agar momentum waapas aata hai, target $0.75 ho sakta hai. 🔹 2. Binance Loan Support (Utility Boost): Binance ne TREE ko collateral ke roop me add kiya — ab users apne TREE tokens ke against loan le sakte hai (retail + VIP). Ye liquidity aur demand dono badhata hai, lekin zyada leverage hone se volatility bhi aa sakti hai ⚠️ 🔹 3. Airdrop Overhang: $750K worth TREE distribute hua (ETH stakers ko). Listing ke baad price 42% gira — ab ye unlocked tokens market me dump pressure laa sakte hai. 📌 Key Watch: Kya TREE ecosystem adoption sell pressure ko beat kar payega? Staking utility ke live hote hi price stability aa sakti hai… ya aur volatility?
--
Latest News
Block Reports Increased Revenue and Bitcoin Holdings in Q2
--
Ethereum Whale Completes Profitable Sale Amid Price Surge
--
CleanSpark Reports Record Quarterly Revenue and Profitability
--
Animoca Brands Forms Joint Venture for Stablecoin Development in Hong Kong
--
AguilaTrades Increases Bitcoin and Ethereum Holdings Amid Profits
--
View More
Sitemap
Cookie Preferences
Platform T&Cs