📊 Dormant BTC is waking up — and it’s not small moves.
2024 me 255K+ BTC jo 7 saal se zyada time se idle the, market me wapas aaye.
2025 me ab tak 214K BTC already reactivated ho chuke hain — aur lagta hai year-end tak yeh 2024 ka record tod dega.
Is baar ka difference?
Ye purane BTC mainly use ho rahe hain:
→ OTC deals ke liye
→ Liquidity provisioning me
→ And likely tied to institutional buying & corporate interest
💡 Ye trend pichle 5 saal ke compare me kaafi zyada high hai —
Matlab old money bhi ab market me fir se active ho raha hai.
Aapka kya take hai —
Profit booking ho rahi hai ya whales quietly reposition kar rahe hain?
👇 Comment karke batao